Akele kat rahi thi zindagiAkele kat rahi thi zindagi, ab humsafar dhundhta hoonJaha mile muhabbat ki khushi, wo rehguzar dhundhta hoonJo saja de meri zindagi ki tasveerUse hi ab shaam-o-seher dhundhta hoon
Ruthi jo zindagi to mana lenge hum!Ruthi jo zindagi to mana lenge humMile jo gam vo seh lenge humBus aap rehna hamesha saath hamare.To nikalte huye aansuo mein bhi muskura lenge hum
Khamosh na raho kuch to kaho naKhamosh na raho kuch to kaho naZindagi mein apni thodi si jagah do naBas yahi guzarish hai aapse meriEk baar mere dil ki awaaz suno na
Kuch pana kuch khona dastur hai zindagi kaKuch pana kuch khona dastur hai zindagi kaYahi ek kissa mashur hai zindagi kaBite huye pal lotkar nahi ateYahi sabse bada sach hai zindagi ka
Faasle hote nhi banaye jate haiFaasle hote nhi banaye jate haiMeelo dur rahkar rishte nibhaye jate haiDikhawe se zindagi nhi chaltiQki kuch rishte bharose se nibhaye jate hain.
Zindagi raaz hai to raaz rehne do!Zindagi raaz hai to raaz rehne doAgar hai koi aitraz to aitraz rehne doPar agar apka dil kahe hame yaad karne koTo dil ko ye mat kehna ki aaj rehne do..